Blogger sites me adsence approval lene ke liye kya karen
Blogger sites me adsence approval lene ke liye kya karen
Blogger me blog website ,Har koi earning ke purpose ke liye banata hai ,Jisse wo adsence ka approval lekar behtreen earning karta hai ,Lekin uske liye google se adsence approval lene ke liye kuch guidlines ko fallow karna hota hai ,Jinko poora karne ke baad asani se adsence ka approval paya ja sakta hai.
![]() |
Blogger sites me adsence approval lene ke liye kya karen |
Website me adsence approval lena behad ashan hai ,Lekin uske liye neche di hui saari sarton ko poora karna hoga ,Aap in cheejo ko poora karne ke baad google ke adsence ka approval pa sakte hain .Aap apne man me ye nirasha bilkul na layen ki aap apni website me adsence approval nahi pa sakte hain ,Blooger sites me adsence approval lena behad hi ashan hai.
Adsence approval ke liye importent things :
- Adsence approval lene ke liye sabse pahle apke pass apna likha hua orginal content hona chahiye,kishi sites ka copy ,paste kiya content approved nahi hoga.
- Adsence apply karne se pahle apke pass kam se kam 10-15 post publish honi chahiye.
- Apke blog site me 1000 se uper page views hone chahiye.
- Apki blog website fully custmize honi chahiye ,jis par credit point apka hona chahiye aur aap is par fijul ke widget hata den.
- Aap agar premiaum theme ka use kar rahe hain to aise them chune ki jiska background white ho.
- Adsence approvel lene ke liye paid domain hona bahut jaroori hai,Jiske liye dot com ,dot in par adsence approvel jald milta hai.
- Aap adsence ke liye apply karne se pahle seo friendly,mobile friendly template ka use karle ya fir default template hi use karen.
- Website me contact us,About us aur privacy policy page create hone chahiye.
- Website ka site map generate hona chahiye.
- Apke website par organic traffic hona chahiye.
Post a Comment