How to Make a Website in Blogger? | You Can Do It Yourself
Blogger me website banana kafi ashan hai ,Keunki yhan par apko C aur Java languages ki jaroorat nahi padti hai aur na hi kisi coding yaformule ki jarooratpadti hai bus apko niche diye hue step ko fallow karte hue apni website bna leni hoti hai chahe wo kisi bhi type ki keu na ho like Tech,News,Blogging,Maggine ,Helth etc.
Blogger par website banane ke liye apko ek gmail account ki jaroorat padti hai jo apke passpahle se hogi aur nahi hai to bna len yadiaap wo nahi banana jante hain to humen comment karke batayen hum us par bhi artical likhenenge.
Blogger ki website par jane ke liye yahan par click karen
Blogging website direct link Create Blog Website
Is website par jane ke Baad apko niche diye hue image ki tarah interface dekhne ko milega jahan par likha hai create your blog.Is par click karne par apse gmail ke dwara signup hone ko mange ga jis gmail se chahen usse login ho jaye.
.
Ab aap create blog par click karen aur apka blog website succesfully create ho gai hai ,Ab aapko nicche dikh rahe image ki bhanti interface dekhne ko mil raha hoga jahan par dikh rahae aerow ke nishan par likha hai view blog jahan se aap apne blog ko open karke dekh sakte hain
![]() |
create blogger website |
Also Read:blogger-vs-wordpress :what is best?
Aap dekh sakte hain ki humne apko ek apna blog techgyan24 me ke naam se succesfully create kar ke dikha diya hai jise aap niche dekh sakte hain aapko dhyan rahe ki ye apka blogger site par free subdomain website hai jise ab aap ashani se ek paid domain lekar park kar sakte hain aur template ke throw best design bhi kar sakte hain.
Aap agar kuch na samajh payen ho to neche comment karke jaroor batayen hum apki problem solb karne ki poori koshish karenge.
ConversionConversion EmoticonEmoticon