What is AdSense?
What is AdSense?
Adsense ek aisa program hai ,Jo ghar par online earning ke liye
Banaya Gaya hai, Kyunki AdSense ke through hi aap apne blog par, Apne apps par, Apne
YouTube par ads Ko Dikha Sakte Hai.Ye ek aisa platform hai jo aapki earning ko dikhata bhi hai aur earning main aap ki madad bhi karta.
Dosto Baat Aati Hai what is AdSense?yani kee adsence kahan
se aaya hai, iska matlab kya hai ,woh sari cheez main is article me poori trah se conform karne wala hoon. Doston AdSense Sahi maine mein Google ka ek policy program
hai jo Kafi dino se internet pe kaam kar raha hai AdSense ka pura kaam keyboard
par Hota Hai.
AdSense Kahan par kaam karta hai
AdSense mukhya Roop se internet par 3 jagah par kary karta
hai ,Jo key Google kebanaye hue program policies hai
Bloging website:
Agar Pehle Baat ki jaye to Google AdSense ka
sabse aap ki Banai Hui blogging website par ads dikhana Hota Hai Jis
Ke jariye aap AdSense paise kamate Hain aapne Dekha Hoga Jab aap Kisi website
to visit karte hain tu wahan pe niche aur Upar ki taraf ke, Beech Mein Kahin Aapko
ads dekhne Ko Milta Hai. Wo ads jyadatar Google AdSense ke Hi hotel Hain.
Youtube:
Aap Sabhi Dekhte Honge ki jawab Koi YouTube
video play Karte Hain tu Kahi na Kahi Jo channel monotise ho Jate Hain unper
aapko video play karne par sabse Pehle ads dekhne Ko Milta Hai ,Ye ads Google
AdSense ke hi Hote Hain.
Admob:
Yeh bhi Google ka hai 1 part hi Jo apps ke liye
Banaya Gaya Hai . Aap Sabhi Ne Dekha Hoga Ki kabhi- kabhi jab koi apps apne phone
me use kar rahe Hote Hain to Uske Beech Mein Kahin na kahin apps ko use
karte samay aapko kuch ads dekhne ko Milte Hain yes ads hi Google AdSense ke hi
hote.
AdSense kaise kaam karta hai:
Dosto Upar De Huye Google ke teen program Mein Har program mein adsence alag- alag tarike se kaam karta hai .Har program ke liye Google
AdSense agar aap use karte hain to blogging ke liye alag, YouTube ke liye alag
Aur admob Ke Liye alag policies or guidelines Google AdSense Ne Bana Rakha Hai, unko follow karte huye hi aap Google AdSense ke ads ko use kar sakte hain aur
usse paise Kama sakte hain.
Google AdSense ka Ek Aur fayda Hai Ki aap Google ke teeno uper diye program par Kamaye Gaya earning proof ko aap Google AdSense ke account pe
hai dekh sakte hain aur Google AdSense ke account se hai aap paise ko withdrawal
bhi kar sakte hain lekin Dosto aap ko Dhyan rahe Ki Jab Tak aap ke ads pe click
nahi honge tab tak aapko earning nahi Hone Wali Hai.Google AdSense main aap
total page view , estimated earning chahe wo daily basis ki ho ya monthly basis Ki
Ho aap dekh sakte hain. Waise to aap CPC or bahut Saari cheezen ko Aap Yahan Se
control kar sakte hain.Aap ko dhyan rahe ki aap100 doller se pahle withdrawl nahi karsakte hain.
Dosto Umeed karte hain ab aap samajh Gaye Honge Google
AdSense kya hai aur yeh kaha par work karta is se Judi aur Jankari paane ke
liye aap hame Neeche comment bhi kar sakte hain
Post a Comment